Kavita tinke ka Aanchal
Kavita tinke ka Aanchal
Dhup hote Jiya Tej barsat vah kabhi nahin rukti din Ho ya Raat ek ek tinka jodkar jisko banaya hai use ghosle mein usne apna Jahan basaya Hai Apne hisse ka aane Wala vah khud nahin khati pahle nanhe bacchon ko pahle khilati chonch Se chonch milati Hai jab use unki mitti mein bhi Mamta jhalak uthati Hai uski Pankh bhi chhote Hain udana baki hai bacchon ke liye to bus Mahi kafi Hai jakhmi hote hain pair thak jaati Hai Kaya per bacchon ke sar per rahata hai pairon ka saya duniya ke liye vah bus ek chidiya aam Hai per un bacchon ke liye uski Mamta hi Bhagwan ka naam ha !!
#princekealfaz #kavita #hearttouching #viral
