usse Milana chahta hun!!
usse Milana chahta hun!!
Waqt ke saye mein lipate hue vah Lamhe yad aate Hain
Ham Aaj bhi Teri yadon mein palake bichhate hain
Dil ki Dhadkan mein sirf Tera Hi Naam gunjata Hai
Hamare din Teri yaadon ke diye jalate Hain
Tere jaane ke bad yah Dil andar Se Tut chuka hai
Lagta hai Jaise Mera Naseeb hi mujhse Ruth chuka hai
Har Raat Teri yaadon mein yah Aankhen roti hai
Aisa lagta hai ki mera vajud hi kahin Kho chuka hai
Kitni baten hai jo hothon per Aakar thahar gai
Jindagi Tere Bina EK Jinda Lash Bankar rah gai
Tujhe ek najar dekhne ke liye yah Aankhen Taras gai
#storymirror #princekealfaz #kavita #viral #foryou

