ULFAT
ULFAT
Tu hai to lagta hai,zindgi hai
Warna tere bina jaise adhuri hai
Tere ane ki aahat jaise hi hoti hai
kuch ajibsi ullfat dil me hoti hai
Tu pagal nahi hai jo jan varta hai muzpe
tuze muze me kuch dikhta hai tabhi karta hai
Ek din asa ayega,samjhungi mai tera pyar
Uss din mai bhi karungi,mere pyar ka ekrar
Tab tak karo intajar, jab tak mai na karu izhar.
-MINAKSHI SHARAD RAMTEKE

