“
Garv karo par Ghamand nahi
Shakti ka upyog karo par kisike nuksaan ke liye nahi
Logon par thodi der ka gussa bhi thik hai... par Ahankaar nahi....
Apno ko itna na tadpaao ki wo tumhare khilaaf ho jaaye...
Ravan ne yahi galti ki thi tabhi usko bhi sheesh jhukana pada tha...
Ravan ke hi bhai ke kaaran Ravan ka vinaash hua tha....
”