“
"Adhuri bat "
subah kuchh kahna tha unhe ,Na kah paye vo..
Dophar chah kr bhi call na kar paye vo...
sham to yu hi beet jati hai chay ki chuskiyo me...
pura din thak kar bhi RAT na so paye vo..
dar kaisa hai bya karane me mohbbat apni..
Lo zindagi bhar ab unke na ho paye vo..
#suppu
”