“
Mujhe tumhari sang rehena hai
Har subha jab mein utho,
To mera baal Jo bikhre ho,
"Tum late ho rahe ho"
Unhe sawarte hue ye har roz sunna hai...
Har raat jab mein ghar aaun,
Din bhar kya kya kiya, batiein wanha se suru ho,
Aur tum mera haath pakdo aur mujhe kuch yaad na rahe, uss waqt tak..
Aur uske baad bhi...
Mujhe tumhare sang rehena hai..
Pawan Kumar ❤️
”