“
Qki teri kahani ka hissah hun.
Jagti palon ko chor dena
Maausi main na jeena
Khush rehna har pal har lamha
Wo gum bhi bhula dena
Maine jo baat baatayi
Ghar kar lena sachiyai
Dusro par bharosa na karna
Apno ko rushwa mat karna.
Jo beeth gyi mere sath
Ik sapna samjna
Aage badhna
”