“
Mujh mein mere hi dukh zyada hai mujhse...!
tujhse teri shikayat kya karu..??
kaha tu bhi apno jesa tha
...*aye dost*...
kaha tu bhi apno jesa tha
yaha apne hi tujh jese hai...
ab tujhse bagawat kya karu
ittefak dekh abh bhi tu apno mein hai
ab sab se bagawat kya karu...
”