Yeh baarish ki boonde, Yeh mitti ki khushboo, Yeh sukun ke chand lamhe, Bohot waqt ke baad mehsus kiya aaj maine aankhe moonde... Vineeta Sharma
Insaan hi insaan ko kaate, kabhi lafzo se kabhi hathiyaar se, kya kare Kaun yaha kispe yakeen kare, Bezuban fariyaad leke jaae kaha, kya kare....