Abhilasha Sinha

9
ପୋଷ୍ଟସ୍
4
ଅନୁସରଣକାରୀ
0
ଅନୁସରଣ କରୁଛନ୍ତି

I'm Abhilasha and I love to read StoryMirror contents.

ବନ୍ଧୁମାନଙ୍କ ସହ ବାଣ୍ଟନ୍ତୁ

Duniya m maa baap se jyada koi apna nahi hota Kyunki aur kisse ke aankh m aapka sapna unka apna nahi hota

Chal rahe bas raah m Pata nahi kaha shaam ho Gham ya khusi kiske panaah m Dekho humara naam ho

Be the exclusive be the divine I like exclusive who should only be mine

Sapne to sab dekh jaate Bahut kam usse jee paate Jo bhi uss sapne ko jee jaate Wo sapne ko haqiqat m paate

Apne aapko tere mohabbat m humne mitta daala Tune kisse aur ki khatir usse mohabbat ko bhula daala

Matlab ki ye duniya h Matlab ke khel niraale h Ek pal m apna kahte h Ek pal m paraya kar jaate h Kahne ko bahut kuch hota h Par khamoshi se sahh jaate h

Duniya m mohabbat to sab karte h Par bahut kam usse jiya karte h Jo bhi apni mohabbat ko jiya karte h Wo hazaron ke bheed m bhi usse hi yaad kiya karte h

Kabhi kabhi waqt badd jaata, Par hum nahi badd paate, Badal chuka hota h nazaara, Par hum khud ko badal nahi paate


ଫିଡ଼୍

ଲାଇବ୍ରେରୀ

ଲେଖନ୍ତୁ

ସୂଚନା
ପ୍ରୋଫାଇଲ୍