Hiral Trivedi
Literary Captain
54
Posts
0
Followers
0
Following

I'm Hiral and I love to read StoryMirror contents.

Share with friends
Earned badges
See all

Muskurahat unki badi pyaari thi, Par aankhon ki nami bhaari thi.

Vo sukoon bada hi anmol tha, Jab Tere kandhe pe sar aur haathon me haath tha.

Vo sajda bhi kuch is tarah karte he, Jyaada kuch nahi bas palkein jhuka lete he.

Kaun aisa he yahan jisme kami nahi he, Aasman ke paas bhi to zameen nahi he.

Kore kagaz ki bhi ek kahaani he, Lafzon me na keh paye vo baat unsuni he.

Vo humse is baat pe khafa he k hum kabhi unse khafa nahi hote.

Ye kaisa man ka man se bair, Gair he apna sa, aur apna he gair

Ek aas, ek ehsaas, Ho ke dur bhi he hum pass.

Mat thehra gunahgar raaston ko yahan pe, Raasta galat Chun ke thode gunahgar hum bhi he.


Feed

Library

Write

Notification
Profile