साहस से सभी कार्य संपूर्ण किए जा सकते हैं
kisi bhe karya ko krne ke liye karya ke prati samarpan hona jaruri hai
Satya ko hamesha pramand ki jarurat kyu hoti hai jabki jhoot ek pal me khud ko sahi bta deta hai
udarta kalyug me sabse bada gehna hai
Jimmedari ka ehsaas jis din ho jata hai,vyakti apne har kaam bakhoobi nibhane lagta hai
Kisi bhee kar ya ka netartav aasaan nhi hai
Dusron ko anushashan ki shiksha tbhi deni chahiye jab hum sav anushashit hon
Samajhdari se kaam karne se kaam aur bhe aasan ho jata hai
Soch samajh ke kiya gya karya kabi vyarth nhi jata