Ham ne to bas Kalam pakda tha,
Likhna khuda ne sikha diya,
Ham ne to bas mehnat ki thi,
Manzil pe khuda ne pahucha diya....
Ye aayina sirf chehra nahi dekhati hai,
Samne khade Insan ko uski pehchan dikhati hai,
Phir kya fayda use insaniyat ka jhoota nekab pehan ne ka,
Jab aayina use har roze darinda batati hai.....