Diksha Talreja

4
Posts
2
Followers
0
Following

I'm Diksha and I love to read StoryMirror contents.

Share with friends
Earned badges
See all

Rukh toh hawaon ka badalta hai Par aajkal insaano ka bhi badalne Laga hai Kaun apna hai aur kaun paraya Ye toh juzzbaton par nirbhar karta hai

Unhe dekhkar Dil ki Raftaar jaise bad si jati hai Unka humari zindagi mein hona kisi Inaayat se Kam n tha Deewane hai hum unki nazakat ke,unke Noor ke Har bandagi mein karte hai yaad unhe Taki har waqt ho unki maujudagi ka ehsaas Hume

Ishq ek aesa Nasha hai jo kab hojaye kise pata Iss Nashe Ko kabu mein rakhna zaruri hai Kyunki ye Nasha kab kisse hojaye kise pata

Chand Jaisi khoobsurat thi vo Par Chand jitni dur bhi thi vo Wada Kiya tha usne ki saath rahenge humesha Par Anjaan thi iss sach se ki waqt ek jaisa nahi hota humesha.


Feed

Library

Write

Notification
Profile