Jha Pyar hota hai anban bhi hoti hai
bharose se rishte ko bachaya jata hai
Jo hmesa kahta tha duniya ki nhi dil ki suno
wo khud hi dil ki chor k duniya ki sun k chala gaya
Tum to bahut bharosa karte the mujhpe
Kya hua wo bharosa kha gaya ab ?
Tumne to kha tha tum kabhi nhi jaoge mujhe chor ke
Fir kyu gaye ????
Tumhe pata tha tum mere kya ho
Fir bhi tumne duniya ki hi suni
Tumse Pyar hi to maine kiya tha
Kya galat kiya tha maine isme
Dosti hi wo rishta hai jisme koi judge karne wala nhi hota
Jab tak hum yad na kare yad to tumhe bhi meri nhi ati na
Pyar taklif deta hai
Dosti sukun deti hai